Skip to main content

Posts

Showing posts with the label dost

Space Cake!!

I think all the Amsterdammers would relate to this :) Yeh cake itna kadwa kyun hai Phir bhi bada mast hai Bina khaye raha nahi ja raha Khake sar chakra raha Main baitha hoon aur duniya ghoom rahi Dharti upar aur aasman neeche aa gaya Kadam kuch ladkhada rahe hain Koi pankha chalao yaar Bahar zero degree aur mujhe paseena aa raha hai Dil khol ke baat karne ka mann hai aaj Kuch khatti kuch meethi Kuch bhuli kuch bisri Kuch apni kuch tumhari Aaj na rakho kuch dil main Nikaal do jo hai isme sailaab Main kya bol raha hoon Kuch yaad nahi Zara batana to hum kahan the Yaar tune yeh kya khila diya Dost , yeh space cake khake mazaa aa gaya