Jab
se tumko dekha hai,
Main
khoya khoya sa rehta hoon.
Raat
ho ya din,
Bus
tumhare khayaloon main khoya rehta hoon.
Jab
se tumko dekha hai,
Main
khoya khoya sa rehta hoon.
Jab
se tumko dekha hai,
Har
phool har kali main bus tum hi tum nazar aati ho,
In
phollon ko niharne ke liye main ghantoon chaman main baitha rehta
hoon.
Jab
se tumko dekha hai,
Main
khoya khoya sa rehta hoon.
Jab
se tumko dekha hai,
Ek
darr sab hi dil main samaya hai,
Ki
kahin tumse bichad na jaon.
Us
judai ke bare main soch soch kar,
Main
man hi man main roya karta hoon.
Jab
se tumko dekha hai,
Main
khoya khoya sa rehta hoon.
Comments