Aaj
phir hai naya din nayi subah,
Dil
mein bharke nayi umang,
Kar
lo apne har sapne ko sach,
Bharo
jeevan main indradhanush ke rang.
Jo
beet gaya woh kal tha,
Chod
do woh beeta pal wahin par,
Aaj
bad jao tum aage
Seene
main bharke josh, ek naye path par.
Jo
aane wala hai kal,
Uski
nahi hai kisiko khabar,
Kal
kya hona hai,
Uski
kyun karteho fikar.
Jo
beet gayi woh kal ki guzari baat hai
Guzare
pal pe kabhi aanso na bahana
Jo
aane wala hai kal, woh nayi saugat hai,
Aane
waale kal ki fikar main aaj ko na gawana.
Jeevan
to hai bus is pal mein
Jo
kal kiya nahi , aaj karke aazmalo
Aaj
hi hai bus tumhare bus main
Hans
lo, ga lo, muskura lo.
Comments